Punjab Govt Notification For Regularization of 90,000 Contract Employees

Punjab govt notification to regularize 90,000 contract employees

Lahore (Tuesday, March 12, 2013) ā€“ Government of Punjab has issued the notification regarding regularization of services of almost Ninety thousands (90,000) contractual employees.

This notification is for employees having grade 1 to 15. Contract employees having scales 16 and above will be deal by public service commission.

 

12 thoughts on “Punjab Govt Notification For Regularization of 90,000 Contract Employees

  1. kya kisi k pas notification ki copy hai kis date se kia hai kisi k pas koi information hai to plz share kare

  2. is s pehlay jo Educators confirm kiye hn un s test r interview nhe liye r ub kia problem h’ hamen b usi policy k teht regular krn

  3. koi notification nahi huwa sab bakwas hai pata nahi ye kis ne khud he likh k laga di hai kisi newspaper ka name nahi likha govt end hone wali hai abi tak notification nahi huwa shahbaz sharif ka ilan bas election stunt tha …kuch nahi hoga .

    1. Dear Teachers. Express news mai yeh news thi to but notification ka pata nai. kia regular honey k liey B.ed must hai?

  4. Regularisation k liye Bed must nahi hai magar express newspaper dated 21 march 2013 main khabar aai hai k regularisation cancel kar di gai hai ab ye kaam next govt kare gi ye kaam stop kar dia gaya hai ….

  5. this process has stopped by caretaker govt it is true i have confirmed . the new govt will MAY BE do this .Jo bi hota hai WAHDAHO LA SHREEK BE NIAZ ke marzi mubarak se hota hai is main bi koi HIKMAT ho gi

  6. Sir ye sb kia ha koi awaz buland q nhe krta hamain merit ki base pe appoint kr k at bps 16 ye test ka drama q kia ja rha ha ab, ye test kis noyat ka ha ye bhe nhe btaya ja rha akhir q? Plz jawab zaror dain

    1. Yeh jab tab Nawaz Sharif Aur Shahbaz Sharif logo ki Govt he tab tak Nerit ki dhajia urti rahengi, aur govt servant k yeh azli dushman he. Mehngai kaha tak pohnchi aur govt servant ki inho ne pay me izafa kitna kiya he. shame for Punjab govt

Leave a Reply

Your email address will not be published.